Sunday, August 24, 2014

kal jinke liye ro acha h aaj unhi k sth furast ki hassi has lo...

jinke nhi hote vo rote h,jinke hote hai vo bhoj samjh k dhotee h......

meri nani bht pyari h or unke smjhane ka trika oor b inocant hota h..
meri maa ek achi maa islye h kyuki unke pass ek achi maa hai.
to aaj man kiya kuch un nani/dadi k liye likhu jo pyre h or pyr k ilwa kuch nhi chahte..
aaj b mujhe to orange ki toffy pyari lagti h jo meri nani mujhe deti h..
unka pyar dikhta h jab vo mena krne pr dal ka katora ghee se bhar deti h..
puri duniya k liye tum kitne b ache ho pr unko tum humesha kamjor najar aoge..
vo khusi ki hassi jb muddato k bad unhe tumhra cherha dikhta h..
hum nani/dadi ki jaan hote hai,vo kismat wale hote h jinke grandparents hote h..
humare sang vo b bche ban jate hai,oor humari fav. chij humare liye sabse chupate hai..
humari pasnd na pasnd ka khyal unke har khyal me hota hai,sukun ki nind ati h us din jb ballo me shelata hath unka hota h..
huamri shetaniyo se pta nhi kitni bar presan hokr gussa hojati h,pr jb ma-papa gussa kre to humari dhaal ban jati h..
aaj b yaad h unka vo sth me DD1 pr mahabhart or shri krishna dikhna or har dohe ka mujhe matlb btana..
jb maa ya papa dante the to unko unki shetani yaad dila kr chup krana or khena. "tum kaun sa kam the"..

meri nani apna rakha chasma bhool jati hai pr aaj b mere b'day pr sabse pheli cal unhi ki ati h..
akeli rhti h din ka bnya rat tk khati hai, mere janmdin pr aaj b  vo gaou me helwa-puri banati hai,..
"kuch nhi jata hafte me ek din unse phn pr haal-chal puchne pr,aam baat hogi tumhare liye...
pr pure gaou ko pta lg jyega k phn tumhara aya tha,usi din toyhar ho jayga unke liye."
is bussy lyf me itne bussy mat ho k apne grandparents ko sirf ek risthedar smjho kyuki apke liye shyad vo ek familymember ho pr unke jine ki kuch wjh h mune ek wjh "AAP" h..
me n mah sweetheart nani 
SO i request u ol luv ur grandpartens...n then u feel lyf more happier try it :P
:-Manish pundir (मनीष पुंडीर)

No comments:

बहनें...

प्रयास कुछ बेहतर के लिए..... सबको खुश रहने का हक़ है,अपने दिल की कहने का हक़ है... बस इसी सोच को बढावा देने का ये प्रयास है.                ...